Harivansh Rai巴克强

Here you will find thePoemAisa bhi jivan ka koi maidan nahinof poet Harivansh Rai Bachchan

Aisa bhi jivan ka koi maidan nahin

ऐसा भी कोई जीवन का मैदान कहीं Aisa bhi jivan ka koi maidan nahin जिसने पाया कुछ बापू से वरदान नहीं? Jisne paaya kuchh bapu se vardan nahin? मानव के हित जो कुछ भी रखता था माने Maanav ke hit jo kuchh bhi rakhta tha maane बापू ने सबको Bapu ne sabko गिन-गिनकर Gin-ginkar अवगाह लिया। Avgaah liya. बापू की छाती की हर साँस तपस्या थी Bapu ki chhati ki har saans tapasya thi आती-जाती हल करती एक समस्या थी, Aati-jaati hal karti ek samasya thi, पल बिना दिए कुछ भेद कहाँ पाया जाने, Pal bina diye kuchh bhed kahan paaya jaane, बापू ने जीवन Bapu ne jivan के क्षण-क्षण को Ke kshan-kshan ko थाह लिया। Thah liya. किसके मरने पर जगभर को पछताव हुआ? Kiske marne par jagbhar ko pachhtava hua? किसके मरने पर इतना हृदय-माथव हुआ? Kiske marne par itna hriday-maathav hua? किसके मरने का इतना अधिक प्रभाव हुआ? Kiske marne ka itna adhik prabhaav hua? बनियापन अपना सिद्ध किया अपना सोलह आने, Baniyapan apna sidhh kiya apna solah aane, जीने की किमत कर वसूल पाई-पाई, Jeene ki kimat vasul kar paai-paai मरने का भी Marne ka bhi बापू ने मूल्य Bapu ne mulya उगाह लिया। Ugaah liya.